Movie : Whats Your Raashee
Song : Aa Le Chal
Singer : Ashlesha Gowariker
Actor : Hurman Baweja , Priyanka Chopra
Aa Le chal mujhko Sapnon ke nagar
Aa bana le humsafar mujhe
Main hi to hoon jisko tu dhoond raha tha
Dekh to le ek nazar mujheTu jo choo le mujhko
Sona ban jaon mein
Woh sab jo sapna hai
Paa jao mainJaadu jaage mera
Kuch aise Chaaon main
Khwaabon ki shehzaadi kehlaaon mainHaan Aaasmaan pe mera naam likh Sakta hai tu
Aasmaan mein Tera naam ? sure
Haan meri shauhraat duniya mein phaile banke khushboo
Khushboo ? Phailegi phailegiTeri sangat jo main paaon
Dil ke naghme gaaon
Main jalwe dikhlaaon dekhe duniya
Chaahat ki baarish ho Aisi nawaazish ho
Meri jo farmaaish ho maane duniyaAa Le chal mujhko Sapnon ke nagar
Aa bana le humsafar mujhe
Main hi to hoon jisko tu dhoond raha tha
Dekh to le ek nazar mujheTu jo choo le mujhko
Sona ban jaon mein
Woh sab jo sapna hai
Paa jao mainJaadu jaage mera
Kuch aise Chaaon main
Khwaabon ki shehzaadi kehlaaon main
Related posts: