[Lyrics] Main Hoon Yaar Gulabi Roza – Ek Second

0 comments

Jaan luta de deewaane ek baar muska du toh – (2)
dil ho jaaye leher leher julf agara lehara du toh
ek baar mere yaar nigaahon mein meri tu kho ja, kho ja
roza roza main yaar gulaabi roza – (2)

roza roza main yaar gulaabi roza – (2)
chali aisi shamma huwa mast sama
meri aankhon se aankhein milaake deewaane tu ho ja
meherbaan
hai aaj ka pal na dekho kal
yeh jindagi kal fisalake kahaan jaayegi kal ka kise pata
ek baar mere yaar adaao mein meri tu kho ja, kho ja
roza roza main yaar gulaabi roza – (2)

roza roza main yaar gulaabi roza
roza roza tu yaar gulaabi roza
haay roj yahaan hoti hai khata
khataao mein aisi saja hai ki saja mein bhi hai maja
gul khilein yahaan dil meilein yahaan
deewaano ki yeh dillagi hai deewaane le aawaaragi ka maja
ek baar mere yaar sadaao mein meri tu kho ja, kho ja
roza li roza li roza li roza li….. roza roza
jaan luta de deewaane ek baar muska du toh
dil ho jaaye leher leher julf agara lehara du toh
ek baar mere yaar nigaahon mein meri tu kho ja, kho ja
(roza roza main yaar gulaabi roza
roza roza tu yaar gulaabi roza) – (2)

Related posts:

  1. [Lyrics] Fasale Bahara Hoon Main – Ek Second
  2. [Lyrics] Yaar Mila Tha – Blue
  3. Kambakkht Ishq – Bebo main Bebo (Lyrics)
  4. [Lyrics] Haan Main Jitni Martaba – All The Best
  5. [Lyrics] Rabba – Main Aur Mrs Khanna

Get the latest bollywood news directly in your mailbox

Enter your email address:


Leave a Reply