Movie : All the Best
Song : Kyon
Singer : Clinton cerejo
Kyun hai yeh khamoshiyaan
jaane kyun thehri si hai zubaan
jaane kya ho gaya
mausam bhi hai naya
sukhi zameen bheega hai aasmaakyun hai yeh khamoshiyaan
jaane kyun thehri si hai zubaan
jaane kya ho gaya
mausam bhi hai naya
sukhi zameen bheega hai aasmaakyun hai yeh majburiyaan
jaane kyun bebas hain hum yahan
jaane kya ho gaya
mausam bhi hai naya
sukhi zameen bheega hai aasmaa
jo pehle thi ab woh nahi hain hawaaien
kya ho gaya hai yeh kaise bataayien
pehle thi ab woh nahi hain hawaaien
kya ho gaya hai yeh kaise bataayienhumne socha nahin tha
aansun mein dubega lamha khushi ka
kaise yeh silsile hain
hain paas bhi phir bahut faaslein hainkyun hai yeh tanhaaiyaan
jaane kyun soona saa hai jahaan
din jaise raat hain
jaane kya baat hai
rutha hua hai humse yeh samaa
jo pehle thi ab vo nahin hain hawaaien
kya ho gaya hai yeh kaise bataayienrishtey bikhre hue hain
phirse inhe jod lein sochte hain
raahein kahne lagi hain
apni juda koi manzil nahi haikyun hain yeh khamoshiyaan
jaane kyun thehri si hai zubaan
jaane kya ho gaya
mausam bhi hai naya
sukhi zameen bheega hai aasmaakyun hai yeh majburiyaan
jaane kyun bebas hain hum yahan
jaane kya ho gaya
mausam bhi hai naya
sukhi zameen bheega hai aasmaa
jo pehle thi ab woh nahi hain hawaaien
kya ho gaya hai yeh kaise bataayien
pehle thi ab woh nahi hain hawaaien
kya ho gaya hai yeh kaise bataayien
Related posts: