Movie : All the Best
Song : Haan Main Jitni Martaba
Singer : K.K., Yashita
Haan main jitni martaba
tujhe hun dekhta
yeh lagtaa hai mujhe
haan haan haan
tujhe hi dekh ke
meri saanse chalein
bataadun main tujhe
haan haan haanmain jitni martaba
tujhe hun dekhta
yeh lagtaa hai mujhe
haan haan haan
tujhe hi dekh ke
meri saanse chalein
bataadun main tujhe
haan tu jeene ki vajah
dikhe tu har jagah
nazar jaaye jahaanhaan haan haan tere saath hi
chalegi har ghadi
yeh meri dastan
haan haan haan
main jitni martaba
tujhe hun dekhta
yeh lagtaa hai mujhe
haan haan haan
tujhe hi dekh ke
meri saanse chalein
bataadun main tujhehaan kya galti hai meri
jo baaton mein teri
aa gaya aa gaya dil mera
haan zamana chhodke hamesha ke liye
ho gaya ho gaya dil terahaan tu mera pyaar hai
mera dildar hai
tu mera hai jahaan
haan haan haan
yeh lamha khaas hain
jo hum tum paas hain
nahin hai duriyaanhaan haan haan
main jitni martaba
tujhe hun dekhta
yeh lagtaa hai mujhe
haan haan haan
tujhe hi dekh ke
meri saanse chalein
bataadun main tujhehaan nigaahon mein rahun
ya baahon mein rahun
main kabhi na kahin pe jaaun
haan iraada hai mera
yeh vaada hai mera
naa kabhi main tujhe tadpaun
haan tujhe main dun khushi
tu meri hai zameen
hai tu hi hai aasmahaan haan haan
yaa meri zindagi
hai tujhmein hi kahin
hai jaana ab kahan
haan haan haan
main jitni martaba
tujhe hun dekhta
yeh lagtaa hai mujhe
haan haan haan
tujhe hi dekh ke
meri saanse chalein
bataadun main tujhehaan tu jeene ki wajah
dikhe tu har jagah
nazar jaaye jahan
ke tere saath hi
chalegi har ghadi
yeh meri daastanhaan haan haan
main jitni martaba
tujhe hun dekhta
yeh lagtaa hai mujhe
haan haan haan
tujhe hi dekh ke
meri saanse chalein
bataadun main tujhe
Related posts: