[Lyrics] Zarasa Halkasa – Love Khichdi

0 comments

Jara sa halaka sa nasha sa chhane laga hai, dil pe
khumaar hai jara
jara sa halaka sa nasha sa chhane laga hai, dil pe
bekaraar hai jara
bewajah yeh aankhein muskuraati hai, bewajah dil gumsum
huwa
baaraha mujhe teri yaad aati hai, ajab sa yeh mausam
deewaana aaya
jara sa halaka sa nasha sa chhane laga hai, dil pe
khumaar hai jara

jara sa halaka sa nasha sa chhane laga hai, dil pe
bekaraar hai jara

thode se pareshaan those hairaan se hai jo naya raasta
dilkash inn raahon mein kab koyi mod ho yeh hai mujhe
kya pata
kho na jaaye dil yeh mera kahin, gum kahin chain ho
jaaye na
aaj tumhaari baaton hi baaton mein
yahin pal pal mere dil ko khayaal aaya
jara sa halaka sa nasha sa chhane laga hai, dil pe
khumaar hai jara

socha na tha kabhi hogi duniya meri iss kadar meherbaan
ghul jaayegi meri saanson mein raagini, gaane lagegi
fiza
jaayeka badala jindagaani ka, mitha mitha lagane laga
khushnuma manjar abb jo aaya hai
tumhaare hi khaabon ke saath saath aaya
jara sa halaka sa nasha sa chhane laga hai, dil pe
khumaar hai jara

Related posts:

  1. [Lyrics] Nasha Nasha – Daddy Cool
  2. [Lyrics] Kyon By Sunitha Sarathy – Love Khichdi
  3. [Lyrics] Jazeeren – Love Khichdi
  4. [Lyrics] Mrs. Khanna – Main Aur Mrs Khanna
  5. [Lyrics] You Are My Love – All The Best

Get the latest bollywood news directly in your mailbox

Enter your email address:


Leave a Reply